About Me


Aakhir bachpan se hi kyo ham muslimo k baare me padhte hai?

Hello dosto
Aaj mere man me ak sawal utha ki aakhir hindustan me hindu rajao se jyada muslim rajao k baare me kitabo me kyo likha gya hai fir maine is baare me kai jgh search kr jawab paya jo ki maine is blog me batay hai
is blog k madhyam se hm kisi insaan k dharm, ya shradha ko thes pahuchana nhi hai.

To dosto aapko bta de ki hamare desh bharat, hindustan, ya india k pratham shiksha mantri ak muslim tha jinhone kitabo me hindu rajao k veer gathao se jyada muslimo ki tathaa chalai thi
Us siksha mantri ka nam tha Maulana abul kalam azad inke wajah se hm Akbar, humayu aur kai muslimo k baare me to padhte hi hai lekin Maharana pratap, veer shivaji jaise aur kai rajao k baare me utna nhi padh paate.
Kya yh sahi hai ki ham hindustan k kitabo me hindu se jyada muslimo k baare me padhte hai agr padhan hi hai to dono hi dharm k baare me barabri me chapwaya jaaye.
Kya aap bhi shmt hai to share kre

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ